اقوال زریں
اردو زبان میں اردو کوٹس
Urdu Quotes
اردو زبان میں اردو کوٹس
بہترین یاداشت یہ ہے کہ انسان اپنی نیکی اور دوسروں کی کوتاہی بھول جائے
Behtareen yadashat ye hai k insan apni naiki aur dusron ki kotaahi bhool jaye
تقدیر پر ایمان رکھنا سب افکار و غموں کو دور کر دیتا ہے
Taqdeer par eman rakhna sab afkaar o ghamoom ko door kar deta hai
زیادہ بولنے سے بڑھ کر انسان کے لیے کوئی چیز بری نہیں
Zyada bolne se barh kar insan k liye koi cheez buri nahi
رہو بھائیوں کی طرح، معاملہ کرو اجنبیوں کی طرح
Raho bhaiyon ki tarah, Maamla karo ajnabiyon ki tarah
بیماریوں میں سب سے بری بیماری دل کی ہے. دل کی بیماریوں میں سب سے بڑی دل آزاری ہے
Bemariyon main sb se buri bemari dil ki hia. Dil ki bemariyon main sb se bari dil aazari hai
جو رب سے نہیں مانگتا وہ سب سے مانگتا ہے
Jo Rab se nahi mangta wo sab se mangta hai
خاموش رہو یا ایسی بات کہو جو خاموشی سے بہتر ہو
Khamosh raho ya esi baat kaho jo khamoshi se behtar ho
کام کرنے والوں کے لیے سب موسم برابر ہیں اور کاہل کے لیے ہر موسم رکاوٹ ہے
Kaam karne walon k liye sab mosam barabar hain. Aur kahil k liye har mosam rukawat hai
سب سے بڑا بیوقوف وہ ہے جو دوسروں کی دنیا بنانے کے لیے اپنی آخرت تباہ کر دے
Sab se bara bewqoof wo hai jo dusron ki dunia banane k liye apni akhrat tabah kr de
عافیت کے 9 حصّے لوگوں سے الگ رہنے میں ہیں اور ایک حصّہ ان سے ملنے میں ہے
Aafiyat k 9 hisse logon se alag rehne main aur ek hissa un se milne main hai
AMAZING QUOTES IN URDU
بچپن کی نیکی پچپن سال تک اپنے اثرات دکھاتی ہے
Bachpan ki naiki pachpan saal tak apne asraat dikhati hai
Bachpan ki naiki pachpan saal tak apne asraat dikhati hai
زندگی کی مصیبتیں کم کرنا چاہتے ہو تو گناہ نہ کرو
Zindagi ki museebtan kam karna chahte ho tou gunah na karo
Zindagi ki museebtan kam karna chahte ho tou gunah na karo
کام ختم کرنے کا طریقہ یہ ہے کہ کام شروع کر دیا جائے
Kaam khatam karne ka tariqa ye hai k kaam shuru kr dia jaye
Kaam khatam karne ka tariqa ye hai k kaam shuru kr dia jaye
آدمی کی زندگی پر عقلمندی کی نہیں تقدیر کی حکمرانی ہوتی ہے
Admi ki zindagi pr aqalmandi ki nahi taqdeer ki hukmrani hoti hai
Admi ki zindagi pr aqalmandi ki nahi taqdeer ki hukmrani hoti hai
سادگی پوری زندگی کو پرسکون بنا دیتی ہے
Saadgi puri zindgi ko purskoon bna deti hai
Saadgi puri zindgi ko purskoon bna deti hai
اچھی بات سن کر عمل کرو یہ نہ دیکھو کہ کہنے والا کون ہے
Achi baat sun kar amal karo yeh na dekho ke kehne waala kon hai
Achi baat sun kar amal karo yeh na dekho ke kehne waala kon hai
جنّت میں رونا عجیب اور دنیا میں ہنسنا عجیب تر ہے
Jannat main rona ajeeb aur dunia main hansna ajeeb tar hai.
Jannat main rona ajeeb aur dunia main hansna ajeeb tar hai.
تعجب ہے اس پر جو جنّت پر ایمان رکھتا ہے پھر بھی دنیا کے ساتھ آرام پکڑتا ہے
Taajub hai us par jo jannat par iman rakhta hai phir bhi dunia k saath aram pakrta hai
Taajub hai us par jo jannat par iman rakhta hai phir bhi dunia k saath aram pakrta hai
دنیا کیا ہے؟…..ہر وہ کام جس سے آخرت مقصود ہو
Dunia kya hai? … Har wo kaam jis se akhrat maqsood na ho
Dunia kya hai? … Har wo kaam jis se akhrat maqsood na ho
MOTIVATIONAL URDU QUOTES IN URDU TEXT
Have a look at these motivational Urdu quotes for success and positivity in life
ہراچھا کام پہلے ناممکن ہوتا ہے لیکن دعا اور ہمت سے ممکن ہو جاتا ہے
Har acha kaam pehle namumkin hota hai. Lekin dua aur himmat se
Har acha kaam pehle namumkin hota hai. Lekin dua aur himmat se
mumkin ho jata hai
زندگی کا ایک مقصد بنا لو اور پھر ساری طاقت اس پہ لگا دو
Zindagi ka ek mqsaad bana lo aur phir saari taqat us pe lga do
Zindagi ka ek mqsaad bana lo aur phir saari taqat us pe lga do
نصیحت کی بات دیوار پر بھی لکھی ہو تو قبول کرو
Naseehat ki baat deewar par bhi likhi ho tou qabool kar lo
Naseehat ki baat deewar par bhi likhi ho tou qabool kar lo
Urdu Quoes about Life
ناکامی کا خوف ہی ناکامی کی بنیاد ہے
Nakaami ka khof hi naakami ki bunyad hai
Nakaami ka khof hi naakami ki bunyad hai
کوئی مرض ایسا نہیں جسکی دوا موجود نہ ہو
Koi marz aisa nahi jiski dawa majood na ho
Koi marz aisa nahi jiski dawa majood na ho
سب سے خوبصورت چیز انسان کا نیک ارادہ ہے
Sab se khubsurat cheez insan ka naik irada hai
Sab se khubsurat cheez insan ka naik irada hai
وقت اسی دولت ہے جو امیر غریب سبکو یکساں ملتی ہے
Waqt esi dolat hai jo ameer ghareeb sab ko yaksan milti hai
Waqt esi dolat hai jo ameer ghareeb sab ko yaksan milti hai
جسکا انجام موت ہے اسکے لیے خوشی کی کون سی بات ہے
Jis ka anjam moat hai uske liye khushi ki konsi baat hai
Jis ka anjam moat hai uske liye khushi ki konsi baat hai
جس پر نصیحت اثر نہ کرے وہ جانے کہ میرا دل ایمان سے خالی ہے
Jis par naseehat asar na kare wo jane k mera dil eman se khaali hai
Jis par naseehat asar na kare wo jane k mera dil eman se khaali hai
الله کے قوانین سے ہٹنے والا کبھی محفوظ نہیں رہتا
Allah ke qawaneen se hatne wala kabhi mehfooz nahi rehta
Allah ke qawaneen se hatne wala kabhi mehfooz nahi rehta
کم بختی ہے اس آدمی کی جو جھوٹ بول کر لوگوں کو ہنسانا چاہے
Kam bakhti hai us aadmi ki jo jhoot bol kar logon ko hansaana chahe
Kam bakhti hai us aadmi ki jo jhoot bol kar logon ko hansaana chahe
QUOTES ABOUT LIFE IN URDU TEXT
Read these beautiful quotes in Urdu about life reality and life challenges
زندگی کو ہمیشہ امانت سمجھو یہ بہت جلدی چلی جائے گی
Zindgi ko hamesha amanat samjho ye bohat jald chali jaye gi
Zindgi ko hamesha amanat samjho ye bohat jald chali jaye gi
بیشک دنیا تمہارے لیے پیدا کی گئی اور تم آخرت کے لیے پیدا کیے گئے
Beshak dunia tmhare liye paidi ki gai aur tm akhrat k liye paida kiye gye
Beshak dunia tmhare liye paidi ki gai aur tm akhrat k liye paida kiye gye
حقیر سے حقیر پیشہ اختیار کرنا ہاتھ پھیلانے سے ہزار درجہ بہتر ہے
Haqeer se haqeer paishaah ikhtyar karna hath phailane se hazar darja behtar hai
بے کار انسان مردہ سے بھی بدتر ہے، کیونکہ مردہ کم جگہ گھیرتا ہے
Bekaar insan murda se bhi badtar hai, kyunki murda kam jaga ghairta hai

انسان کو مستقبل کا علم نہ دینا الله کی رحمت ہے
Insaan ko mustqbal ka ilm na dena Allah ki rhmat hai
روزی کمانا منع نہیں . دنیا کی محبت منع ہے
Rozi kamana mana nahi. Dunia ki mohabbat mana hai
Rozi kamana mana nahi. Dunia ki mohabbat mana hai
اپنی زبان کو اس طرح محفوظ رکھو جیسے تم اپنے سونے چاندی کو محفوظ رکھتے ہو
Apni zuban ko is tarah mehfooz rakho jese tum apne sonay chandi ko mehfooz rkhte ho
Apni zuban ko is tarah mehfooz rakho jese tum apne sonay chandi ko mehfooz rkhte ho
الله کی توفیق کے بغیر ہدایت نہیں اور مانگے بغیر توفیق بھی نہیں ملتی
Allah ki tofeeq k beghair hidayat nahi aur mange bghair tofeeq bhi nahi milti
Allah ki tofeeq k beghair hidayat nahi aur mange bghair tofeeq bhi nahi milti
خوبصورتی ختم ہو جاتی ہے لیکن سیرت قبر تک جاتی ہے
Khoobsurti khatam ho jati hai lekin seerat qabar tak jati hai
Khoobsurti khatam ho jati hai lekin seerat qabar tak jati hai